Shree Badrinath Stuti

 

Shree pavan mand sugandh sheetal hem mandir shobhitam

nikat Ganga bahat nirmal shree Badrinath Vishambharam ||

Sesh sumiran karat nishdin dharat dhyan Maheshvaram

Shree Ved Bramha karat stuti Badrinath Vishambharam ||

Indra Chandra Kuber Dinkar doop deep prakashitam

Siddh Munijan karat jai jai Shree Badrinath Vishambharam ||

Shakti Gauri  Ganesh Sharad Narad muni uchcharinam

yog dhyan apaar leela Shree Badrinath Vishambhram ||

Yaksh Kinnar karat kautuk gyan Gandharv prakashitam

Shree Lakshmi Kamla chavar dole Shree Badrinath Vishambharam ||

Kailash me ek dev niranjan shail shikhar Maheshvaram

Raja Yudhishthar karat stuti Shree Badrinath Vishambharam ||

Shree Badrinathji ke panch ratna padhat paap vinashinam

koti tirth bhayo punyam prapyate phaldaayakam ||