Bhajan Lyrics
Hamne Jag Ki Aab Tasveer Dekhi
Hamne Jag Ki Ajab Tasveer Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Yeh (Prabhu Ki Adbhut) - 2
Jaagir Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Hamen Hanste Mukhade Chaar Mile - 2
Dujhiyaare Chehare Hazaar Mile
Yahaa Sukh Se Sau Guni Peer Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Hamne Jag Ki Ajab Tasveer Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Do Ek Sukhi Yahaan Laakhon Mein - 2
Aansu Hai Karodon Aankhon Mein
Hamne Gin Gin Har Taqdeer Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Hamne Jag Ki Ajab Tasveer Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Kuchh Bol Prabhu Yeh Kya Maya - 2
Tera Khel Samajh Mein Na Aaya
Hamne Dekhe Mehal Re Kutir Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Hai
Hamne Jag Ki Ajab Tasveer Dekhi
Ek Hansta Hai Dus Rote Ha
Paduka Ri Paduka Tu Hai Param Sevika
पादुका री पादुका तू है परम सेविका
पादुका री पादुका तू है परम प्रेमिका
तुझ में समाई है श्रीचरणों की सुवास
जिन श्रीचरणों की महिमा है ख़ास
रहती है तू नित्य सानिध्य में
करती है तू नित्य उनका आराधन
करती है तू नित्य चरनामृत का पान
प्रभु के चर्नार्विंद है तेरी पहचान
क्यों न हो तुझे इतना गुमान
गुरु चरनकमल है तेरी आन और शान
नित तू पीती है चरण कमल पराग
नित रहता तेरा मन मगन पाकर अनुराग
पादुका री तू धन्य धन्य है
तुझसा बडभागी कौन अन्य है ?
तू ही गुरु मनभावन है
तू ही अखंड सुहागन है
SHRINATHJI NI DHVANI.
Mathura ma Shrinathji , Gokul ma Shrinathji,
Yamunaji ne kanthe ramta, rangeela Shrinathji,
Radhika Gori Se
Radhika gori se, biraj ki chori se, maiyya karade mero byaha (2)Ye bandhan hain pyaar kaa………
Radhika gori se! aha!
biraj ki chori se! oho!
maiyya karade mero byaha (2) Radhika gori se……
Umar teri choti hai,
Neeyat teri khoti hai,
Kaise karao tero byaha….(2) Radhika gori se……
Jo na byah karaye, teri gayya nahi charao,
Aaj ke baad meri maiyaa, teri tehri par na aao
Aayegaaaaaaa re maja, re maja, ab jeet haar ka. Radhika gori se……
Chandan ki chauki pe, maiyya tujh ko bithao
Apni Radha se me, teri seva karva vu
Bhojan mein banvao, banvao, chhappan prakar ke Radhika gori se……
Choti si dulhaniya, jab angina mein dolegi
Tere saamne maiyya ghungta von a kholegi
Tao se jaa kaho, ja kaho, baithe vo dwar pe Radhika gori se……
Sunke baatein kanha ki, maiyya baithi muskane,
Le ke balaiyya, himde se apne lagaye
Nazar kahi na lage, na lage, ha mere lal ko. Radhika gori se……
Mujhe Tumne Data Bohat Kuch Diya Hai
Mujhe Tumne Data Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain
Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain
Na milti agar barkate aaj teri,
To kyat hi zamane mein aukad meri, (2)
Tujhi ne mujhe nath kaabil kiya hain,
Tera Shukriya hain……..
Mujhe hain sahara teri bandage ka….(2)
Hain jispar guzara meri zindagi ka…
Mila jo mujhe, sab tujhi se mila hain,
Tera shukriya hain…….
Kiya maine jo kuch, sharamsar hoon main,
Teri rehmato ka talabgar goon main…..(2)
Diya kuch nahi sab, liya he liya hain,
Tera shukriya hain….
Mujhe Tumne Daata Bohat Kuch Diya Hain,
Tera Shukriya Hain, Tera Shukriya Hain
Mohe Laagi Lagan Guru Charanam Ki
Mohe Laagi lagan guru charanam ki,Mohe Laagi lagan guru charanam ki …..
Charan bina mujhe Kuch nahi bhaaye,
jhuthee maayaa sab swapanan ki ………
Bhow Saagar sab sukha gayaa hai,
Phirat nahee mujhe taranan kee …..
Mira Ke Prabhu giridhar naagar,
Ulat bhaye more nayanan kee ….
Ho meri Zhopdi Ke Bhaag Aaj Khul Jaayenge
Ho meri zopdi ke bhaag aaj khul jaayenge, Shyaam aayenge. (2)
Shyam aayenge aayenge Shyaam aayenge…(2)
Ho meri zopdi ke bhaag………
Ho Shyaam aayenge to angana sajaongi
Deep jalakar Diwali manaongi
Ho janmo ke paap saare jal jaayenge Shyaam aayenge
Ho meri zopdi ke bhaag………
Shyaam jhulenge to palna jhulaongi
Ha meethe meethe geet jaake sunaongi
Meri zindagi ke saare dukh meet jaayenge, ho Shyaam aayenge
Ho meri zopdi ke bhaag………
Mein to naye naye bhog chadhaongi
Shyaam ko maakhan misri khilaongi
Pyari Radhe ji ko Shyaam sang layenge, ho Shyaam aayenge
Ho meri zopdi ke bhaag………
Mera Aapki Krupa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
Mera Aapki Krupa Se, Sab Kaam Ho Raha Hai, (2)Karte Ho Tum Kanhaiya, Mera Naam Ho Raha Hai
Patvaar Ke Bina He, Meri Naav Chal Rahi Hai,
Hairaan He Zamana, Manzil Bhi Mil Rahi Hai (2)...
Karta Nahi Mein Kuch Bhi, Sab Kam Ho Raha Hai...
Karte Ho Tum Kanhaiya.......
Tum Saath Ho Jo Mere, Kis Cheez Ki Kami Hai,
Kisi Aur Cheez Ki Ab, Darkaar Hi Nahi Nahi Hai...
Ter Saath Se Gulam, Gulfaam Ho Raha Hai...
Karte Ho Tum Kanhaiya.......
Main To Nahi Hoon Kabil, Tera Paar Kaise Paao,
Tuti Hoyi Vani Se, Gungaan Kaise Gaao,
Teri Prerana Se He, Ye Naam Ho Raha Hai...
Karte Ho Tum Kanhaiya.......
Mujhe Har Kadam Kadam Par, Tune Diya Sahara,
Meri Zindagi Badal Di, Tune Karke Ek Ishara,
Ehsaan Pe Tera Ye, Ehsaan Ho Raha Hai...
Karte Ho Tum Kanhaiya.......
Toofan Andhiyon Mein, Tune He Muzhko Thama,
Tum Krushna Ban Ke Aaye, Main Jab Bana Sudama,
Tera Karam Ye Mujhpar, Sare Aam Ho Raha Hai...
Karte Ho Tum Kanhaiya.......
Mera Aapki Krupa Se, Sab Kaam Ho Raha Hai, (2)
Karte Ho Tum Kanhaiya, Mera Naam Ho Raha Hai
Mane Wahalu Lage, Guruji Nu Naam
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naam…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
A Mane…Wahalu Lage…Guruji Nu Naaaaaaaam…
Tann, Mann, Dhann…Guru Na Charano Ma…
Guruji Na Gunla No Paar Nahi Aave,
Dhyan Dharu To Tya Sanmukh Aave,
Guruji Na Gunla No Paar Nahi Aave,
Dhyan Dharu To Tyaaa Sanmukh Aave,
Din Jano Na Nath [High Pitch]
Aaaa aaa aaaaa aaaa (chorus)
Din Jano Na Nath,
Sevak Na Rakhwad choooo,
Tame Mara Chitadana Chorr….
Bhav Sagar Thi Vahaaala Amne Ugaarjo
Dubti Beli Ne Vahaala Par Utarjo
Tamo Cho Bhakto Na Beli [High Pitch]
Aaaa aaa aaaaa aaaa (chorus)
Tamo Cho Bhakto Na Beli [High Pitch]
Avi Amne Hayya Heli,
Sevak Ni Lejo Re Sambhaaaaaal…..
Tann Mann Dhann Guru Na Charno Ma…
Tann Mann Dhann Guru Na Charno Ma…
Mane Wahalu Lage Guruji Nu Naam…
A Mane Wahalu Lage Guruji Nu Naam…
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
A Ji Tann Mann Dhann Guru Na Charano Ma..
He Govind He Gopal
He Govind he Gopal, ab to jeevan haaro,
He Govind raakho sharan, ab to jeevan haaro.
Neel pivan hetu gayoo sindhu ke kinare (2)
Sindhu beech basat grah charan gahi pachare….he govind he gopal…..
Char prahar yudh bhayo layi gayo mazdhare (2)
Naak kaan duban laage, Krushna ko pukare….he govind he gopal
Dwarika mein shabd gayo shor bhayo bhare (2)
Shankh chakra gada padma garud layi sidhare….he govind he gopal
“Sur” kahe Shyaam suno sharan hain tihare (2)
Abki bar par karo nand ke dulare….he govind he gopal ab to jeevan haro
He Govind rakho sharan, ab to jeevan haaro.
Page 1 of 3



